Metacafe Header Takeover

Mujhe Pyaar Lagta Hai Pyaara Main Hoon Adaaon Ka Maara

Tags:
Mujhe Pyaar Lagta Hai Pyaara Main Hoon Adaaon Ka Maara Leader Mere Taraane India Hindi Chaudhry
drkchaudhry
  • By: drkchaudhry
  • Subscribers: 1
  • Updated: 28-Apr-08
  • Videos: 32
  • International Hindi
  • Comments: 0
  • Views: 253
  • Added: 23-Apr-08

Hindi movie : Ab Ke Baras
Resung by : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
[Mujhe pyaar lagta hai pyaara main hoon adaaon ka maara
Kisi ne aankhen churayi Kisi ne dil mein utaara] -2
Haseen hai sama mohabbatein jawan
Karib aake keh rahi mujhse jawaniyan ..........
Sari umr main rahon athra saal ka-3
Jaanam yeh umr to aati hai ek baar
Is mein hain shokhiyan is mein hota hai pyaar
Rok lo waqt ko yeh umar na dhale
Zindagi bhar sanam silsila yeh chale
Milti rahe haseeno se haseen nishaniyan ........
Sari umr main rahon athra saal ka-3
Chanda ki chaadni rab ki jadugiri
Hogi hogi kahin sapno ki woh pari
Kya use hai pata kya use hai khabar
Dhoondti hai use har jaga yeh nazar
Kabhi kahin mile woh to bane kahaniyan
Sari umr main rahon athra saal ka-3

  1. Categories: People & Stories, Music & Dance
Comments on

Mujhe Pyaar Lagta Hai Pyaara Main Hoon Adaaon Ka Maara

0 Comments | Be the first to comment