Koyee Kaam Nahin Hai Mushkil Jab Kiya Irada Pakka

Tags:
Koyee Kaam Nahin Hai Mushkil Jab Kiya Irada Pakka Mere Taraane India Hindi Chaudhry
drkchaudhry
  • Submitter:
    drkchaudhry
  • Visits: 1,542
  • Subscribers: 1
  • Comments: 0
  • Updated: 28-Apr-08
  • Videos: 32
  • International Hindi
  • Comments: 0
  • Views: 99
  • Added: 23-Apr-08

Hindi movie : Aadmi Sarhak Ka Resung by : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Koyee kaam nahin hai mushkil jab kiya irada pakka Ke main hun aadmi sadak ka - 2 Koyee kaam nahin hain mushkil jab kiya irada pakka Ke main hun aadmi sadak ka Ke main hu main hun Main hun main hun aadmi sadak ka Mohabbat mera dharm imaan hai - 2 Meri zaat toh sirf insaan hai Wohi jisne banaaye hain dono jahaan - 2 Woh mera raam hain mera rehmaan hai Sar jhuka toh dekhi kaashi aur sajda kiya toh makka Ke main hun aadmi sadak ka Ke main hu main hun Main hun main hun aadmi sadak ka Koyee kaam nahin hai mushkil jab kiya irada pakka Ke main hun aadmi sadak ka - 2 Peechhe hat jaaun yeh maine seekha nahin -2 Hogi manzil kahan yeh bhi socha nahin Jab barha hausla phat gaya phaasla - 2 Rokne se kisi ke main rukta nahin Himmat hi mera tanga himmat hi mera yakka Ke main hun aadmi sadak ka Ke main hun main hun Main hun main hun aadmi sadak ka Koyee kaam nahin hai mushkil jab kiya irada pakka Ke main hun aadmi sadak ka - 2 Ek sadak hai yeh insaan ki zindagi - 2 Iske har morh par miltey gam aur khushi Jo bhi ghabraya woh rah gaya raah mein - 2 Barh gaya jo usi ko hai manzil mili Thokar ko mari thokar aur dhakke ko mara dhakka Ke main hun aadmi sadak ka Ke main hun main hun Main hun main hun aadmi sadak ka Koyee kaam nahin hai mushkil jab kiya irada pakka Ke main hun aadmi sadak ka - 2

  1. Categories: Entertainment
Comments on

Koyee Kaam Nahin Hai Mushkil Jab Kiya Irada Pakka

0 Comments | Be the first to comment